Ayat ul Kursi Ki Fazilat ( Benefit of Ayat ul Kursi )


Ayat ul Kursi Ki Fazilat
  1. Jab Ghar Se Nikalte Waqt Parhoge To Sattar Hazar Farishte Har Taraf Se Aapki Hifazat Karenge.
  2. Jab Ghar mAin Daakhil Hote Waqt Parhoge To Aapke Gahr Se Mohtaji Door Ho Jayegi.
  3. Jab Wazu Ke Baad Parhoge To Sattar Darje Buland Honge -
  4. Agar Raat Ko Sote Waqt Parhoge To Ek Farishta Saari Raat Aapki Hifazat Karega.
  5. Aur Agar Farz Namaz Ke Baad Parhoge To Apka Ek Paon Zameen Aur Dusra Jannat Main Hoga.


1 comment: