Prophet Hud A S



Hud is the name of a prophet of ancient Arabia, who is mentioned in the Qur’an. The eleventh chapter of the Qur’an, Hud, is named after him, though the narrative of Hud comprises only a small portion of the sura.[1]Although Hud, at times, is identified with Eberof the Old Testament, his true Biblical identity remains uncertain. However, Muslims are of the opinion that he was a descendant of Noah (Nuh), and lived after the Deluge.


Hud preached and prophesied to the people of the state of ʿĀd, which was a powerful but arrogant town, ultimately destroyed for its sins. Hud is believed to have lived in Arabia before even the coming of Ibrahim. It is said that, at this time in Arabia, the tribes present were ʿĀd, Thamud, Jurhum, Tasm, Jadis, Umaim, Madyan (Midian), Imlaq, Jasim, Qahtan, Banu Yaqtan and others.

Hadees about Weightage of Namaz at Different Places




Rasool ALLAH S.A.W ne Irshaad farmaya :
Ke Aadmi Ki Namaz Apne Ghar main ek hi namaz ke barabar aur kabeela aur mohalle ki masjid main Pachchis Namazon ke barabar Aur us Masjid main jahan juma ki namaz hoti hai Sau namazon ke baraba aur meri masjid main pachas hazaar namazon ke barabar aur masjid haraam main Ek Lakh Namazon ke Barabar Hai.     
(Ibn Maaja- Mishhkaat Shareef )

How Unfortunate is That Muslim Who Doesn’t Pray Even After Listening to Azaan!!


Kitna Badnaseeb Hai Woh Musalman Jo Azaan Sune Magar Namaz Ada Na Kare


How Unfortunate is That Muslim Who Doesn’t Pray Even After Listening to Azaan!!

An Important Message: Don’t Ring Up Others During Namaz Timings


An Important Message: Don’t Ring Up Others During Namaz Timings 

Azan Calls One for Namaz ( Success)



Har Koi Chahta Hai Ke Use Kamyabi Mil Jaye Lekin Jab Masjid Se Awaaz Aaati Hai " Hayya Alal Falah" ( Aao Kamyabi Ki Taraf ) To Koi Zehmat Nahi Karta - Jis Cheez Ko Insaan Saari Zindagi Har Jagah Talaash Karta Hai Woh Khud Use Apni Taraf Bula Rahi Hai-


Dua for Taking Interest in Namaz


Namaz Main Dil Lagane Ka Wazeefa Ya ALLAHO Ya Ghafooru  Ya Qadiru 
Jo Shakhs Sone Se Pehle 21 Martaba Parhega Us Ka Dil Namaz Ki Taraf Ho Jayega INSHA ALLAH

Namaz is Solution of All Problems



Namaz Mushkilaat Ka Hal - Ahtmam e Namaz
Farmane Ilahi
Tarjuma- Sabr Aur Namaz Ke Zariye ( ALLAH Ta-ala se ) Madad Talab Karo- Yeh ( Namaz ) Bahut Bhaari Hoti Hai Siwaye Un Logon Ke Jo ALLAH Se Darne Wale Hain-

(AL Baqrah :54)

Offer Namaz Beore Your namaz-e-Janaza is Offered



Namaz Parhlo Isse Pehle Ke Tumhari Namaz Parhi Jaye

Offer Namaz Beore Your namaz-e-Janaza is Offered

Excellent One Liner for Motivating about Namaz
“Are you wrinkled with burden? Come to the mosque for a face lift.”

Papa Lets Pray Together


Please Never Skip a Prayer


Please never skip
A PRAYER
There are millions
in their graves wishing
to come back
TO LIFE
only to prostrate
to ALLAH one more time

Praying Five Times a Day



Praying 5 times a day 
doesn't Make you Religous

It just makes you a
 Muslim

Skipping Namaz means Allah Doesn’t Want You to Stand Before Him


Jab Tum Namaz Nahin Parhte To Yeh Mat Socha Karo Ke Waqt Nahi Mila Balke yeh Socho Ke Tum Se Aisi Kaunsi Khata Hui ! Ke ALLAH Ne Tumhein Apne Saamne Kharha Karna Bhi Pasand Nahin Kiya-

What is Namaz?


Do You Have Time to Pray?


ALLAH 
has time 
to listen 
to you 
Do you have time 
to pray?

Don’t Come Running for the Namaz; Hadith (Hadees) about Namaz


Namaz Ke Liye Sakoon Ke Saath Jaana Chahiye

Rasool ALLAH S.A.W Ne Farmaya Namaz Ke Liye Dorhte Hue Mat Aaya Karo Balke Itminaan Aur Sukoon Ke Saath Aaya Karo Jitni Namaz Mil Jaye Woh Parh Liya Karo Aur Jo Reh Jaye Use Mukammal Kar Liya Karo-

Don’t Miss Namaz on Little Tiredness



Thori Shi Thakawat Par Namaz Na Chorhna  Ae Momin Un Se Kuch Seekh Jinhone Ne Jism Main Khanjar Hote Hue Bhi Aakhri Sajda Na Chorha

Namaz is Coolness of Prophet’s (s.a.w.) Eyes


Hazoor S.A.W Ne Irshaad Farmaya 
Meri Aankhon Ki Thandak Namaz Main Hai
(Nisaayi)

Hadees: Fazeelat of Offering Namaz in Time


Waqt Par Namaz Ada Karne Ki Fazilat

Hazrat Abdullah Bin Mas-ood R.A Bayaan Karte Hain Main Ne Hazoor Nabi Akram S.A.W  Se Arz Kiya Ke ALLAH Ta-ala Ko Kaunsa Amal Sabse Zyada Mehboob Hai ? Hazoor S.A.W Ne Farmaya 
"Namaz Ko Uske Muqarrar Waqt Par Parhna"
(Muslim)

Hadees about Namaz: Stop skipping Juma Prayer


Nabi S.A.W Ne Farmaya 
Log Juma Ki Namaz Chhorhne Se Baaz Aajayein Nahin To ALLAH Un Ke Dilon Par Muhar Laga Dega Phir Woh Gaafilon Main Se Ho Jayenge

(Muslim. Hadees 2002 Kitab Al Juma
Raawi Hazrat Abu Huraira R.A)

Hadees about Two Rakats before Fajr Prayer


Nabi Mukarram S.A.W Ne Irshaad Farmaya : 
Fajr Ki Namaz Se Pehle Ki Do Rakaatein (Sunnat) Duniya Aur Duniya ki Tamaam Cheezon Se Behtar Hain

(Sahih Muslim)

How to Offer Namaz Correctly? The Postures During Namaz


Saudi Woman Got Divorce because Her Husband didn’t Offer Namaz


Be- Namazi Shohar Se Saudi Khatoon Ne Shaadi Ke 5 Din Baad 55 Hazaar Riyal De Kar Talaaq Le Li

Importance of Miswaak Before Namaz




Agar Mujhe Ummat Ki takleef Ka Ehsaas Na hota to Main har Namaz Ke Saath un ko Miswaak Karne Ka Hukm Deta 

(Bukhari , Muslim)

Importance of Namaz. When those in Jannah will ask the Hell dwellers, “What brought you in Hell?” They will answer, “We didn’t offer Salah (Namaz).”


AL Quran 
Importance of Namaz. When those in Jannah will ask the Hell dwellers, “What brought you in Hell?” They will answer, “We didn’t offer Salah (Namaz).”

Jannat Wale Jab Jahannum Walon Se Poochenge Ke Kya Cheez Unko Dozakh Main Le Aayi  To Woh Kahenge Ke Hum Namaz Nahi Parhte The-

(Surah Mudassar  Ayat 40-43)

I

Quranic Ayat about Namaz: He is Successful who Offers Namaz


Namaz on Time



Waqt Par Ada Ki Gayi Namaz ALLAH ko Tamaz Amaal Main Zyada Mehboob Hain

( Bukhari Shareef 527)

Namaz Ki Shaan


Jab Insaan Namaz Ke Liye Kharha Hota Hai. To Rehmat Ghata Ban Ke Sar Par Chha Jaati Hai .

Farishte Uske Chehre Ki Taraf Jama Ho Jate Hain.

Ek Farishta Pukarta Hai - Ae Namazi Agar Tu Dekh Le Tere Saamne Kaun Kharha Hai Aur Tu Kisse Baat Kar Raha Hai To ALLAH Ki Qasam Qayamat Tak Salam Na Phere.

Namaz Makes Busy Life Easy


Namaz

Masroof Zindagi Namaz Ko Mushkil Bana Deti Hai.
Lekin Namaz Masroof Zindagi Ko Bhi Asaan Bana Deti Hai.

Namaz Saves from all Troubles: Hadith (Hadees) about Namaz.


"Aap S.A.W  Ko Jab Koi Mushkil Pesh Hoti To Aap S.A.W Foran Namaz Ki Taraf Mutawajja Ho Jaate"

(Abu Dawood : Hadees Number 1319)


Namaz Saves from all Troubles: Hadith (Hadees) about Namaz. Whenever our Prophet Muhammad (PBUH) faced any problem in life, he reverted to Namaz (Salah).

Never Miss Namaz: Hadees (Hadith) about Namaz


Hazrat Jabir R.A Se Riwayat Hai Ke Rasool ALLAH S.A.W Ne Farmaya :

"Bande Ke Aur Kufr Ke Darmiyan Namaz Chorh Dene Hi Ka Faasla Hai"

(Muslim)

Never Miss Your Namaz.


Never Miss Your Namaz. Shaytan had refused only on Sajda to man but we often deny so many sajdas to Allah by not offering Namaz (Salah) even listening to azaan. Let’s ponder on it.

Iblees Ne To Ek Sajde Se Inkaar Kiya Tha Woh Bhi Insaan Ko Aur Hum ALLAH Paak Ka Bulawa Azaan Sun Kar Bhi Namaz  Nahi Parhte To Kitne Sajdon Se Inkaar Kar Rahe Hain Kabhi To Sochein..

Ask Importance of Namaz from Those Whose Mosques Have Been Snatched


Namaz Ki Ahmiyat Un Se Poocho Jin Ki Masjiden Chheen Gayi ..


Ask Importance of Namaz from Those Whose Mosques Have Been Snatched

No Namaz is Valid Without Wudu (Ablution)



Rasool Allah S.A.W Ne Irshad Farmaya:
Jis Ka Wazu Nahi Uski Namaz Nahi Aur Jo Shakhs Wazu Ke Shuru Main ALLAH Ka Naam Na Le  (Bismillah Na parhe ) Us Ka Wazu Nahi

Precautions While Doing Sajda (Prostration)


Say Ameen (Amen)


Sin for Skipping Asr Namaz - Namaz Asr Chooth jaane ka gunah


Some Big Mistakes during Namaz


Namaz Parhne Ke Dauraan Main Hone Wali Bahut Barhi Galtiyan Jin Se Bachna Zaroori Hota Hai. 
1. Jaldi Jaldi Namaz Parhna
2. Paon ki Ungliyon ka Qiblah Ki Taraf Na Hona. 
3. Sajde Ke Dauraan Paon Ka Zameen Se Uth Jaana
4. Imam Se Pehle koi Rukn Ada Karna
5. Ruku Main Kamar Seedhi Na Hona
6. Sajde Main Naak Ki Haddi Zameen Par Na Lagana
7. Sajde Main Kalai Ka Zameen Se Chhoona
8. Attahiyat Main Haath Ki Ungliyan Ghutnon se Neeche Hona

Hadees - The One Who Skips Namaz


Abu Dawood R.A Riwayat Karte Hain Ke Rasool S.A.W Ne Farmaya : Jo Shakhs Namaz Chorh De To Yaqeenan Us ( Ki Babat ALLAH Ta-ala Ka Muaaf Karne) Ka Zimma Khatam Ho Gaya

Namaz in Guantanamo Bay Detention Camp (Gitmo) at Guantanamo Naval Base in Cuba


Namaz in Guantanamo Bay Detention Camp (Gitmo) at Guantanamo Naval Base in Cuba

No Excuse to Skip Namaz, a Bridegroom offering Namaz on his Wedding Day


No Excuse to Skip Namaz, a Bridegroom offering Namaz on his Wedding Day

Soldiers Offering Namaz



Soldiers Offering Namaz

Offering Namaz after the Earth Quake



Offering Namaz after the Earth Quake

No Excuse of Missing Namaz by Able-bodied Persons


No Excuse of Missing Namaz by Able-bodied Persons

No Excuse to Miss Namaz People Offering Namaz on Railway Station India


People Offering Namaz on Railway Station India

Two Persons are Offering Namaz in the Rain.



Two Persons are Offering Namaz in the Rain. The old 

man who is trying to protect them with an umbrella is also 

earning ‘sawab’. Everyone should be on the look out to find 

opportunities for earning reward from Allah.

Little Students are Offering Namaz in the Class Room. A student is leading the prayers.


Little Students are Offeoom. A student is leading the prayersring Namaz in the Class R.

An Injured Patient is Offering Namaz in the Hospital. Do we have any excuse to skip Namaz?


An Injured Patient is Offering Namaz in the Hospital. Do we have any excuse to skip Namaz? 

A Man On a Wheel Chair is Offering Namaz


A Man On a Wheel Chair is Offering Namaz 

A Handicapped Man Offering Namaz in the Mosque.


A Handicapped Man Offering Namaz in the 

Mosque. This photo is a good example for those who by the 

grace of Allah are normal but do not offer namaz regularly in 

the mosque. May Allah teach us something from this 

photo  آمین .

A Disabled Boy Is Offering Namaz


 A Disabled Boy Is Offering Namaz

Namaz on The Boat



Namaz On The Boat