Time Can Change Anytime


Zameen Insaan Ko Rizq Deti Hai ,Lekin Jab Insaan Marta Hai To Phir Woh Use Apna Rizq Bana Leti Hai. 
Parinda Zinda Ho To Chintiyon Ko Khata Hai , Magar Jab Parinda Mar Jata Hai To Chintiyan Use Khati Hain.
Waqt Kabhi Bhi Badal Sakta Hai ..
Ek Darakht Ek Lakh Machis Ki Teeliyan Bana Sakta Hai Magar Machis Ki Ek Teeli Ek Lakh Darakht Jala Sakti Hai. 
To Zindagi Main Kabhi Kisi Ko Mat Satana Us Waqt Shayad Aap Taaqatwar Ho Magar Waqt Aap Se Zyada Taaqatwar Hai.

Earth Gives Food To Man , But When Man Dies Earth Makes Him Her Food. 
Bird When Alive Eat Ants But When Bird Dies Ants Eat It.
Time Can Change Anytime.
A Tree Can Be Used To Make One Million Matchsticks But One Matchstick Can Burn One Million Trees
So, Never Tease Any One Perhaps You Would Be Strong That Time But Time Is More Stronger Than You.

No comments:

Post a Comment