Behtareen naiki: pareshaan hal ki madad karna
Behtareen sarmaaya: jo akhrat ke liye tayar kiya gia ho
Behtareen amal: jis mein riya kaari na ho
Behtareen jihaad: nafs ko qaboo mein rakhna
Behtareen dost: jo naiki ki taraf raghib kare
Behtareen maal: jo ALLAH ki raah mein kharch kiya jaae
Behtareen dawat: jis mein ghareebon ko nazar andaz na kiya jae
Behtareen zindagi: jo qana'aat mein basar ho
Behtareen insaan: jis ka ikhlaaq acha ho
Behtareen aulaad: jo farmaanbardar ho
No comments:
Post a Comment