Ramzan ul Mubarak Main Hone Wali Galtiyan

Some Mistakes During Ramzan. These are some very common mistakes commited during Ramadan (Ramzan). These mistakes must be avoided.

Ramzan ul Mubarak Main Hone Wali Galtiyan

1. Khane Main Israaf Karna
2. Din Ke Auqaat Main Kasrat Se Sona
3. Lahu Lahb Ke Kaamon Main Waqt Zaaya Karna
4. Sehri Main Jaldi Karna
5. Iftaar Main Taakhir Karna
6. Bad Akhalqi Ka Muzahira Karna
7. Aksar Logon Ki Geebat, Chugli, Jhoot , Bolne Mazaq Urane Main Masroof Rehna.

8. Aksar Logon Ka Ramzaan Ki Faziliyat Aur Roze Ke Ahkamat Ka Ilm Na Karna.
9. Ramzaan Ke Shuru Ke Dinon Main Mehnat Karna Aur Baad Ke Dinon Main Main Susti Ka Shikaar Hona.
10. Namaz e  Taraweeh Ka Chorh Dena.
11. Raat Ko Roze Ki Niyat Ke Bagair Sona.
12. Shopping Main Masroof Rehna
13.Ramzaan Ke Jaane Ka Intezaar Karna


No comments:

Post a Comment