HADEES E NABVI S.A.W


HADEES E NABVI S.A.W
(Naiki ke kamon mein) Taqatwar Momin ALLAH Ta'alla ke Nazdeek Kamzor Momin Se Behtar Aur Ziyada Mehboob Hai ALLAH Ta'alla se madad talab kar aur himat na har aur agar tujhy koi nuqsaan puhnche jae to yun na keh k agar mein woh kaam kar leta tou aisa aisa ho jata lakin yun keh ke ALLAH ki taqdeer yun hi thi aur ALLAH Ta'alla ne jo chaha kiya kyun ke AGAR MAGAR shaitan ke amal ka darwaza khol deta hai..............

No comments:

Post a Comment