Hazrat Abu Bakr Siddiq Radi Allahu Ta-ala Anhu

Hazrat Abu Bakr Siddiq Radi Allahu Ta-ala Anhu

" Jo Gar Soor Ke Aakhri Suraakh Pe Apna Paon Rakh Deta Hai Aur Saari Raat Saanp Ke Dase Jaane Ke Bawajood Uff Nahi Karta Us Ki Ek Raat Ki Nekiyan Umar Bin Khattab Radi Allahu Ta-ala Anhu Ki Zindagi Bhar Ki Nekiyon Ke Barabar Hoti Hain. Magar Har Shakhs Abu Bakr Nahi Ban Sakta. Abu Bakr Radi Allahu Ta-ala Anhu Sirf Ek Hi Hota Hai. Pehlon Main Pehl Karne Wala."
[ Reference : Sahih Bukhari ]

The reference of above described qoute:
Once Ayesha R.A was with Prophet (peace be upon him) watching stars in the night sky. Looking at the stars she asked, Ya... Rasul Allah, Kya koi aisa bhi hai jis ki naikian asmaan ke in taaron jitni hon? Rasul Allah said: *Omar ki* (Yani Omar Bin Khattab (Radhi Allah Anh) ki)
She promptly asked :*Aur Abu Bakar ki?*
Aap (ssallallahu alayhi wasallam) said: *Abu Bakar R.A. ki us Ghar-e-Saur ki raat ki neikian Omar ki zindagi bhar ki neikion ke brabar hain*
(SAHI BUKHARI)

Note: Offensive or abusive comments against ' Sahaba Karam R.A.' will be deleted .& Members who post abusive comments will be permanently BANNED.



1 comment: