Hadees -Wealth

Urdu Translation:
Al Quran : Jo log apney maal Allah ki raah mein raat aur din chupa kar aur zahir kharch kartey hain to unkey liye apney RAB ke wahan sawab hai ,un par na koi darr hai aur na wo gamgeen hongey
Surah Al-Baqarah (2) , #274

Hadith Qaudsi : Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah taala farmata hai Eh Ibn Aadam tu kharch kar main tujh par kharch karunga (yani aur ata karunga).
Sahih Bukhari, 5352

Hadith: Sa'd bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum jab hi ( Allah ki raah mein) kharch karogey tumhey uska sawab milega yahan tak ki us luqmey par bhi sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein raktey ho.
Sahih Bukhari,vol 8, 6733

English Translation:
Al Quran: Those who spend their wealth (in Allah's Cause) by night and day, in secret and in public, they shall have their reward with their Lord. On them shall be no fear, nor shall they grieve.
Surah Al-Baqarah (2) , #274

Hadith Qudsi: Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "Allah said, 'O son of Adam! Spend, and I shall spend on you."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 64, No. 264

Hadith: Narrated Sa'd bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu And whatever you spend (for Allah's sake) you will be rewarded for it, even for a morsel of food which you may put in the mouth of your wife
Sahih Bukhari,Vol8, Book80, Number 725


No comments:

Post a Comment