GOLDEN WORDS

(1)The company of a good friend is like an owner of musk; if you don’t buy a
 anything, you will get the smell of it.
The company of a bad friend is like the blacksmith’s bellows; if you are not
affected by its black dirt, you will be touched by its smoke. Prophet Muhammed (saw)

(2)Everyone who is taken by death asks for more time, while everyone who still has time makes excuses for procrastination. –Ali Ibn Abi Talib RA

(3)Everyone who is being overtaken by death asks for more time.
While everyone who still has time make excuses for procrastination. Ali RA

(4)Knowledge is my companion, it is with me wherever I go. My heart is its container, not the bookshelf. –Ali RA

(5)Indeed the whole world is imagination. Only He [Allah] is the real in Reality. Whoever understands this knows the secrets of the spiritual path. –Ibn Arabi

(6)A calamity that makes you turn to Allah is better for you then a blessing which makes you forget the remembrance of Allah. –Shaykh Ibn Taymiyyah

(7)‘Ilm (knowledge) without ‘aql (intelligence) is like having shoes with no feet. And ‘Aql without ‘ilm is like having feet with no shoes. –Ali RA

(8)Let love be selfless/and truth fearless;/Let our breasts be flooded with light–/Make our hearts clear as crystal. –Muhammad Iqbal

(9)Your true friend is the one who participates in your efforts and for the sake of your gain, is prepared to suffer losses. –Ali RA (SO TRUE!)

YA ALLAH ,You Are Most Merciful

Don't Wonder Why ALLAH Does Not Grant All Our Wishes Immediately, But Rather Give Thanks That  He Does Not Punish Us Immediately For All Of Our Mistakes
YA ALLAH ,You Are Most Merciful

Hadith - Wife


THE PROPHET MOHAMMAD (PBUH) SAID:

'The best of you is who is the best to his wife'

'NO believer should be angry towards his wife.If some of her

qualities are displeasing,there will be many other qualities

worth appreciation'

Hadees

Hazrat Abu Huraira Radiallahu Ta-ala Anhu Kehte Hain Ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya :
" Main Tumhare Darmiyan Do Aisi Cheezein Chorh Kar Ja Raha Hoon Agar Un Par Amal Karoge To Kabhi Gumrah Nahi Hoge.
"Ek ALLAH ki Kitaab aur Dusri Meri Sunnat."
{Al Haakim}

Hadees - Sabr

Sabr Karne Wale Ka Ajar 
Sayyedna Abu Huraira Radiallahu Ta-Ala Anhu Se Riwayat Hai Ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya :
Beshak ALLAH Ta-ala Irshad Farmata Hai ! 
Jab Main Apne Bande Momin Ke Ahle Duniya Se Uska Pyar Qabz Karta Hoon To Woh Banda Sabr Ke Saath Ajr o Sabr Ka Umeedwaar Hota Hai To Mere Haan Uske Liye Jannat Se Kam koi Jaza Nahi
{ Sahih  Bukhari }

Hadees - Mukammal Imaan

Muakammal Imaan 
Hazrat Abu Amama Radiallahu Ta-ala Anhu Se Riwayat Hai Ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya :
" Jis Ne ALLAH Ke Liye Dosti Ki Aur ALLAH Ke Liye Dushmani Ki Aur ALLAH Ke Liye Diya Aur ALLAH Ke Liye Rok Rakha, Usne Apne Imaan Ko Mukammal Kiya."
{ Sahih Bukhari }

TASBEEH E FATIMA

TASBEEH-E-FATIMA 

Recite Tasbeeh-e-Fatima before sleeping
i.e :- 33 times Subhan`Allah, 33 times Alhamdulillah and 
34 times Allahu`Akbar...

we Should Recite TASBEEH-E-Fatima Daily.. on Reciting  
This Dua Inshaallah. Allah Subhanahu wa Ta'ala will fullfill 
all ur needs + Your Neighbour Needs & Your RELATIVES 
NEEDS. inshallah.


 

Hadees - Takabbur

 Hazrat Jaabir Radiallahu Ta-ala Anhu Nabi Sallalahu Alaihi Wasallam Se Riwayat Karte Hain Ke AAP Sallalahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya : " Qayamat Ke Roz KHUDA  Kuch Logon Ko Chuntiyon Ki Shakal Main Uthayega . Log Unhein Apne Qadmon Se Rondenge Poocha Jayega. Yeh Chuntiyon Ki Shakal Main Kaun Log Hain ? Unhein Bataya Jayega Ke Yeh Woh Log Hain Jo Takabbur Karte The .


Hadees - Tasbeeh

Hazrat Ka-ab Bin Ujra Radiallahu Ta-ala Anhu Kehte Hain Rasoolullah Sallalahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Ke Namaz Ke Chand Alfaaz Kehne Ke Hain Jin Ko Har Farz Namaz Ke Baad Kehne Wala Sawab Se Maayoos o Na Umeed Nahi Hota. Yaani 33 Martaba Subhan ALLAH 33 Martaba ALHAMDULILLAH aur 34 Martaba ALLAH U AKBAR Kehna ( Muslim )

Biwi Se Mohabbat Aur Islam - Love To Wife In Islam

Biwi Se Mohabbat Aur Islam
Pyare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Irshad Ka Mafhoom Hai
"Biwi Ka Tum Par Yeh Haq Hai Ke Khud Khao Use Bhi  Khilao Jo Khud Pehno Use Bhi Pehnao Us Ke Chehre Par Na Maaro Aur Use Bura Bhala Na Kaho Aur ( Narazgi Ki Wajah Se ) Us Se Alag Ho Kar Raat Na Guzaro  Magar Ek Hi Ghar Main. "
{ Hawala : Abu Dawood Targeeb - Jild -3  Page 73 }

Pyare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Irshad Ka Mafhoom Hai
"Main Is Baat Ko Na Pasand Karta Hoon Ke Kisi Shakhs Ka Is Haalat Main Dekhoon Ke Uski Gardan Ki Ragein Phooli Hui Ho Aur Woh Apni Biwi Ke Sar Par Kharha Use Maar Raha Ho".
{ Hawala : Kanzul Amaal } 


ALLAH - The Only One God

   


All praise be to ALLAH alone,
THE Lord of all the worlds,
THE All-Merciful, the Ever Mercy-giving,
THE Master of the Day of Judgement.
You alone we worship, and You alone we ask for help.
Guide us on the Straight Path,
The path of whom You have blessed, not of those who incur 
You anger,
Nor of those who go astray.’
(al-Fatihah 1: 1-7)


‘Blessed is He in whose hands is the Kingdom- who is powerful 
over everything- who has created death and life, so that 
He might test you as to which among you [proves that he] 
is good in conduct.’

(al-Mulk 67: 1-2)


‘The Jews say, ‘The Christians have no valid grounds’; the 
Christians say, ‘The Jews have no valid grounds’; and both quote 
the Book [of God]. So do those who have no 
knowledge [of the Book] speak like them. But it is God who 
will decide between them on the Day of Ressurection about 
all on which they differ.’

(al-Baqarah 2: 113)


‘Say: He is ALLAH, the One and Unique;
ALLAH, the Eternal source and support
Of everything;
He begets not, and neither is He begotten;
And none is His equal.’
(al-Ikhlas 112: 1-4)

NAIK AUR PARSA AURAT


ACHI AADAT KI MALIK

NAIK AUR PARSA AURAT

KISI FAQEER KE GHAR MEIN BHI HO TOU

USE BHI BADSHAH BANA DETI HAI. (sheikh saadi)

Gunah

 "GUNAH"
PAR TABIYAT KHUD CHALTI HAI MAGAR..........!!!
 "NAIKI"
PAR TABIYAT KO LANA PARTA HAI................!!!

HARAAM CHEEZON KI KHAREED O KHAROFAF BHI HARAM

         HARAM CHEEZON KI KHAREED O KHAROFAT BHI HARAAM HAI

                Hazrat Jabir R.A farmaate hain keh mein ne fatah Makkah
                ke saal Makkhan Mukarma mein Aap S.A.W ko yeh irshaad
                 farmaate hue suna:

               "Bilashuba Allah aur is ke Rasool S.A.W ne sharaab,mardar,
                 khinzeer aur buton ki khareed o kharofat ko haraam 
                                             karar dia hai"
                

SUNNAT E RASOOL S.A.W


                                   SUNNAT E  RASOOL S.A.
     6 KAMOON MEIN JALDI KARNA SUNNAT RASOOL S.A.W HAI
          IN KE ILAWA SAB KAMON MEIN JALDI SHAITAN SE HAI:
     1)MEHMAAN KO KHANA KHILANA MEIN...............
     2)MURDE KI TAJHEEZ O TAKFEEN MEIN.................
     3)LARKI KI SHAADI KARNE MEIN..............................
    4)KARZ ADA KARNE MEIN............................................
    5)GUNNAH SE TUABA KARNE MEIN...........................
    6)AZAAN SUN KAR MASJID MEIN JAANE MEIN......


Hadees - Rizq

 
Rizq Ki Izzat 
Sayyeda Ayesha RadiAllaho Anha Farmati Hain Ke:
"Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ghar Tashreef Laye To Roti Ka Ek Tukra Parha Hua Dekha, Aap  Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Use Utha Liya Aur Saaf Karke Kha Liya Aur Farmaya Aye Aysesha ! Izzat Wale ( ALLAH Ta-ala Ke Rizq ) Ki Izzat Karo Kyunki ALLAH Ka Rizq Jab Kisi Qaum Se Phir Jaye To Waapas Nahi Aata"

( Sunan Ibn e Maja Jild Saum Hadees No 234 )


GOLDEN WORDS

                                             
           JO GHALTI NAHI KARTA WOH FARISHTA HAI

         JO GHALTI KAR KE US PAR DAT JAE WOH SHAITAAN HAI

        JO GHALTI KAR KE FORAN TAUBA KAR LE WOH INSAAN HAI

AAYAT E SHIFA


AAYAT E SHIFA

GHAM AUR DEPRESSION KA ILAAJ


Do Nasihat - Two Advices

Zindagi Main Do Nasihat Par Amal Karna
Humesha Ke Liye Kamyab Ho Jaoge
1. Namaz Mat Chorhna
Zindagi Ki Saari Barkatein Isme Hain.
2. Apni Nazar Ki Hifazat Karna
Gunah Ki Buniyad Yahi Se Hoti Hai.

Process Two Advices In Your Life 
You Will Be Succeeded Forever.
1. Never Leave Salah (Namaz)
All Blessings Of Life  Are In Salah (Namaz)
2. Protect Your Gaze
It Is The Foundation Of Sin

TAKBEER(in dinon parhne ka behad sawab)


                  TAKBEER
Allah-u Akbar, Allah-u Akbar 
Allah is greatest Allah is greatest. 
La-Ilaha ill-Allah 
There is no God but Allah 
wa-Allah-u Akbar, Allah-u Akbar 
and Allah is greatest Allah is greatest 
wa-lillah-il-hamd 
and all praise is for Allah. 

NAMAZ SE BIMARIYON KA ILAAJ


NAMAZ AND MEDICAL SCIENCE


Plucking Eyebrows HARAM

Plucking Eyebrows Is Forbidden In Islam.
Plucking Eyebrows HARAM  
And Whatsoever The Messenger ( Muhammad S.A.W) Gives You, Take It , And Whatsoever He Forbids You Abstain ( From It ). 
(Quran 59:7)

THE PROPHET MUHAMMAD S.A.W


THE PROPHET MUHAMMAD S.A.W
         
     Aaye Paighambar Hum ne Tmhain gawahi dene wala aur khushkhabri
     sunane wala aur darane wala bana kar bheja hai.
      
      Aur KHUDA ki taraf bulane wala aur charagh roshan.Aur mominon ko
     khushkhabri suna do keh un ke liye KHUDA ki taraf se bara fazal      
      hoga.

    Aur kafiron aur munafiqon ka kaha na man'na aur na un ke takleef dene par 
     nazar rakhna aur KHUDA par bharosa rakhna aur     
      KHUDA hi karsaaz kafi hai......
                                                       surah e ahzaab  

BEHTAREEN AUR BADTAREEN

           
                 BEHTAREEN AUR BADTAREEN
    ALLAH ke behtareen bande woh log hote hain keh inhein dekh kar ALLAH
     yaad aa jaae Aur ALLAH ke badtareen bande woh hote hain jo chughal
                                             khuari karte hain
                        doston ke darmiyan tafreeq paida karte hain
                         begunah logon mein aaieb talaash karte hain.

SURAH e FATIHA

                                                                                        
                                                                         ALFATIHA
                       SHOORUH ALLAH KE NAAM SE JO BARA BEHRBAN AUR NIHAYAT REHM KARNE WALA HAI
                                                   SAB TAREEFEIN ALLAH KE LIYE HAIN
                                              JO RAB HAI SAB JAHANON KA.

                                      BARA MEHRBAN AUR NIHAYAT REHAM
                                                        KARNE WALA.

                                              ROZ E JAZA KA MALIK HAI.

                                       HUM TERI HI EBADAT KARTE HAIN
                                           AUR TUJH HI SE MANGTE HAIN. 

                                         HUM KO SEEDHA RAASTA DEKHA.

                                      UN LOGON KA RAASTA JIN PAR TU NY
                                        IN'AAM FARMAYA,NA WOH JIN PAR 
                             GHAZAB HUA TERA AUR NA BHATKE HUEON KA.   

SUNEHRI BAAT


                        AGAR TUM APNE TAKABUR KO TORNA CHAHTE HO 
                  TOU KISI GHAREEB KO AUR MUFLIS KO SALAAM KIYA KARO.........

GOLDEN WAY


Golden Way
Leader: ALLAH
Guide: Quran
Life Style: Islam
Person: Momin
Personality: MUHAMMAD (S.A.W.)
Routine: Sunnat
Law: Shariat
Lyrics: Azaan
 Loyalty: Emaan
Request: Dua
Protection: Sadqa
Oath: Kalma
Exercise: Namaz
Control: Roza
Charity: Zakat
Tour: HAJJ
Decision: Sabar
Work: Tabligh
Action: Naiki & Jihaad
Hobby: Durood

Kya Hum Izzat daar Qoum hain?


True Friend.

Your Friend is the one who mentions Allah to you in your presence and mentions you to Allah in your absence.

ALLAH Ki Muhabbat


Apni Zindagiyon Main ALLAH Ki Mohabbat Laane Ke Liye Subhan ALLAH , Masha ALLAH, Jazak ALLAH , Aur ALHAMDULILLAH Ka Zyada Se Zyada Istemaal Lao Jab Har Baat Main ALLAH Ka Zikr Laoge To Har Kaam Main ALLAH Ko Apne Saath Paoge.

JUMU'AH REMINDER


Dua for Students ( For Increase In Knowledge And Wisdom )


Dua for Students ( For Increase In Knowledge And Wisdom )

(Read durood e paak before and after and glorify Allah taala before making the dua)

O Allah, I ask You for knowledge that is of benefit, a good provision, and deeds that will be accepted. (Recite in Arabic after the Fajr prayer)
.
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْماً نَافِعاً، وَرِزْقاً طَيِّباً، وَعَمَلاً مُتَقَبَّلاً

Allaahumma 'innee 'as'aluka 'ilman naafi'an, wa rizqan tayyiban, wa 'amalan mutaqabbalan.
Ibn Majah and others. See Al-Albani, Sahih Ibn Majah 1/152 and Majma'uz-Zawd'id 10/11
1.


''O my Lord ! increase me in knowledge''
رَبِّ زِدنى عِلمًا
Rabbi zidni ilma
Surah Ta-Ha ,verse 114


O my Lord ! open my chest for me and
make my task easy for me and
make loose the knot from my tongue
so that they understand my speech.

رَبِّ اشرَح لى صَدرى ﴿٢٥﴾ وَيَسِّر لى أَمرى ﴿٢٦﴾ وَاحلُل عُقدَةً مِن لِسانى ﴿٢٧﴾ يَفقَهوا قَولى
Rabbi shrahli sadri wa yassir lee amri

wahlul ukdatan min li saani yafkahu qawli
SURAH TA-HA ,VERSE 25-28

THIS IS THE SUPPLICATION OF Prophet MUSA (peace be upon him)

A Piece of Advice


                                     

A PIECE OF ADVICE



If you have a friend whose hijab isn't as modest or right as yours,instead 
of looking at her from up to down degrading her,Help her to improve and modify it. NEVER DEGRADE her because you don't know:

What inner beuaty is inner inside her.

How close to ALLAH,ALLAH may make her after she seeks guidance.......

And above all,her end might be better than yours.

SO PRAY FOR HER,HELP HER AND GUIDE HER

May ALLAH GUIDE US TO WEAR THE Right Hijab & Guard Our modesty.

AMMEN YA RABB!!

GUARD YOUR MODESTY

                              

DEAR MUSLIMAH
 EVEN THOUGH A MAN IS RESPONSIBLE
 FOR HIS GAZE, YOU ARE RESPONSIBLE FOR WHAT YOU GIVE HIM TO GAZE AT.......... SO GUARD YOUR MODESTY

QALB KO SEYAH KARNE WALI 4 CHEEZIEN

                             
      QALB KO SEYAH KARNE WALI 4 CHEEZIEN

CHAR CHEEZIEN QALB KO SEYAH KARTI HAIN

1)PAIT BHAR KAR KHANA

2)BURE AADMIYON KI SUHBAT

3)PURAANE GUNAHON KA BHOOL JANA

4)AARZUON KI ZIYADTI

10 RULES TO A BETTER LIFE

10 Rules To A Better Life

  1. Never hate, purify your heart.
  2. Don’t worry, rely on ALLAH.
  3. Live simply, life will be easy IN SHA ALLAH!
  4. Expect a little, be happy whatever you got, say ALHAMDULILLAH!
  5. More you give, more you get, you will be blessed IN SHA ALLAH!
  6. Always smile, smile is a charity, others will feel happy when with you.
  7. Live with love, love others for the sake of Allah.
  8. More you Pray, more you will get blessed.
  9. Share your knowledge, even if you know one verse from the Quran.
  10. Remember Allah often, your heart will find the rest ))
In sha ALLAH
may ALLAH bless us with best in both worlds !!Aameen

SUNEHRI BAATEIN

Ek buzurg ne 50 saal books ka muta'lla kya aur un main se sirf 4 Sunehri 
baaten apny liye muntakhib kin.

1. Allah ke diye hua pe raazi reh warna koi Aur Maalik talaash kar jo us se bhi ziyada de.
2. Jin baaton se Allah ne mana farmaya un se ruk ja warna us ki Kainaat se bahar chala ja.

3. Agar gunah karna chahta hai to aisi jaga talash kar jahan Allah na dekh saky warna mat kar.

4. Allah ki ibaadat kar warna uska diya hua rizq bhi mat kha.

Hadith


GOLDEN WORDS

                                       
  BATON SE KHUSHBOO  AAYE            

  Eeman aur haya 2 aise parinde hain keh agar in mein se koi aik urrh jae tou dusra khud hi urrh jata hai

Mujhe jannat se ziyada masjid  achi lagti hai .kyun keh jannat mein jaane se mera nafs khush hoga aur masjid mein jaane se mera ALLAH khush hoga

Momin ka imtehaan takleef aur moseebat se hota hai.jis tarah  khalis sone ki azmaish aag se hoti hai 

Shuker ada karte raha karo us rab ka jo bardasht se ziyada dukh nahi deta mager auqaat se ziyada sukh zaroor deta hai

Mujhe ALLAH par tou yaqeen hai keh woh meri dua zaroor qabool kare ga,lakin mujhe khud pe yaqeen nahi keh mein is dua ki qaboliyat ke laiq hoon ya nahi???

Kuan kehta hai keh ALLAH nazar nahi aata........................wahi nazar aata hai jab kuch nazar nahi aata.

ALLAH ke khauf se girne wala aansoo beshak chota kyun na ho lakin is mein itni taqat hoti hai keh woh  samandar ke barabar gunah meta deta hai

Logon ke khuaf se haq baat kehne se na daro,kyun keh na tou koi insaan kisi ki mout ko kareeb kar sakta hai.aur na to koi rizq ko door kar sakta hai.

Agar aap ko woh sab mil jaye jis mein aap ki marzi thi tou ALLAH ka shukar aada karo jis ne aap ki marzi poori ki. aur agar aap ko woh na mile jo aap ki marzi thi tou usse  ziyada ALLAH ka shukar aada karo keh woh aap ko apni marzi se  dena chahta  hai .

Give Us Chance To Offer Hajj


Ya ALLAH ! 
Give Us Chance To Offer Hajj
Ameen !!

Hadees - Kya Woh Waqt Aagaya Hai ?

Kya Woh Waqt Aagaya Hai ?

"Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya : Qareeb Hai Duniya Ki Qaumain Tum Par Bulayengi Jaise Koi Kisi Ko Khane Par Bulata Hai . Poocha Gaya : Ae Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Kya Hum Us Zamane Main Kam Honge ? Farmaya : Nahin Tum Bahut Kasrat Se Hoge Samundar Ke Jhaagh Ki Tarah Aur ALLAH Ta-ala Tumhare Dilon Main "Wahen" ( Ki Beemari) Daal Dega, Poocha Gaya Kya Wahen ? Farmaya ke Duniya Ki Mohabbat Aur Maut Se Karahiyat."

Sunan Abu Dawood

The Grave Is Calling !

AsSalamuAlaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuhu::

The Grave Is Calling...!
Listen Very Very Carefully!Oh Son Of Adam:
I Remembered You Again Today....
Did U Remember Me??

Listen!!!
I Am Full Of Darkness--So Bring With You The Light Of Salaat.

I Am A Place Of Fear--So Bring With You The Peace Of Tilawat-E-Quran.

I Am Full Of Snakes And Scorpions--So Bring With You The Sunnah Of Our Beloved Prophet (S.A.W).

I Am Full Of Fire--So Bring WithYou The Tears Fallen From ALLAH's Fear.

I Am Full Of Punishment--So Bring With You The Reward Of Charity/ Sadaqah.

Don't Forget Me As I Am Eagerly Waiting For Your Arrival ...!

YA ALLAH! Forgive our sins..
Save us from the punishment in the grave and from hell fire...
Guide us and keep us on the right path..
(Ameen Ya Rabbul Aalameen)

Collect Good Deed To Decorate Your Grave

You Collect Things To Decorate Your Home 
Better Is To
Collect Good Deed To Decorate Your Grave 

How Foolish Is Man !

"How Foolish Is Man ! He Ruins The Present While Worrying About The Future, But Weeps In The Future By Recalling His Past ! "
- Ali Ibn Abi Talib

A KEY TO PARADISE

                                            

   IN ISLAM EVEN YOUR SMALLEST GOOD DEED

   IS A KEY TO PARADISE